![]() |
kuch yaadown ka azaab hai aowr main
hoown mager manzal say main kioon bhatakta nhain kub tak urrta rahoown ga , main tunha koi mujh kow bata day keh main jantaa nhain akela hoown , ik sufer hai jow kut'ta nahain dum ruktaa hai , baar baar , mager niklta nhain ik umer beet chali hai , us say milay aata hai woh her shab kioown , gar milta nhain dil kehta hai ab wapis lowtt jaow Ajnabi mager kiya hasil , woh lahmah ab palt'ta nahain |