![]() |
jjin kay tabeer ki
kabhi fiker howti thee nazer aaty hain ab woh khowb khaan kabhi fez tehay teri nazr-e-karum kay woh din aowr un ka woh azaab khaan aarzoo-e-deed main nieind na aati thee ab woh bechaini aowr woh hajaab khaan jub dekhnay kow aahain bhertay tehay ab woh janoon aowr woh shabbab kahaan jin main kabhi sowhniyan doobi thain hain ab woh dariya-e-chunaab kahaan ab is ishaq main murna jeena kesa tou woh anmowl aowr main woh nayaab kahaan |