![]() |
aaiena diakh ker kis kay liay
shermaow gee kown meri tara khaak-janeeN howga? anna ky hatoown jow tera koocha chowrr aiaa woh humiasha be-asmaaN be-zameeN how ga safur-e-zeesat main hi fasilhay ugg aay dil kow TaTTolna mera taswarr tow wohain ho ga kiya tum say bicheR ker bhi , main zinda rahaa dil-e-nadan be-sakooN be-yaqeeN how ga tum sowchti tow how gee, dil ka mehmaan mera kis dais , kis kay ghar ka makeeN how ga aaj bhi wohaaN joolhay Dultay hoown gay us dais main sawan bursa kahain how ga tasweer kay rung-o-munzar whohi hoown gay muger us main serf Ajnabi nahain how gaa |