|
na teri
chah main sadaqut rahi na ab teri duaoon ka aser houga na ab koi nai dastaan hou gee na nai kahani ka hurfe aakhar hou ga jis makaan se mohbat ruswa nikli wohaan chrind prind na koi basher ho ga ab na koi manzal baqee hai na sarab ke peeche nia safer ho ga jeenay ki adat daal li hai koi wasaal no koi hijer hoga bhool hie hain mazi ke dukh yad koi guli koocha na shujer ho ga na apne dil ki khalush barhe gee na apne sewa koi chara-gur ho ga Ajnabi ab wapis kiese jaoon ab koun wohaan mera muntazer ho ga |