![]() |
Jow beet giya rehnay dow,jow
guzer giya usay janay dow khowd hi keh ke pher tuoo kioown mujhay awaaz deta hai zindagee jow naghmay sowz-e-gham main doowb ker likhti hai woqat peher kioon chund din khowshi kay saaz deta hai mowjown say dartay jow bar-lab-e-Chunab wapis aiyaa husan usay kioown apny jalwoon say nawaz deta hai tera ishaq baja, buta teri bulandi kow mager paowwn kesay woh baal-o-par kaat kay mujhay taqt-e-parwaz deta hai jis afsanay kow ab a anjaam howay ab mudtain guzrian ehay AJANBI woh peher aaj usay kioon aghaaz deta hai |