kown jany kub say mera sufer hai jaree

main musafer be-nawa hoon, kali raat ka

dukh-nagar aa busa hoown teray sheher-sakoon say

insaan hoown keh dukh na how is baat ka

meri mhbat main kumi na how gee meray mehboob

serf mara howa hoown in kum-bakhat halaat ka

teri mohabt, chaaht, mehak nay dawam buKHSHa

mujhy kiya pta thaa apnee haqeeqat, apni zaat ka

mehsoos kerow aowr poochow apnay dil say bhee

Ajnabi tujhay ilaam how sakay meray ehsasaat kaa

Gahar chalian ?