![]() |
ehay kaash kabhi lowtt aow
tum! fuqat itni si hain sadaa detay rownay ki humian aadat jow na thee rowtay tow shaaied aarash hila detay jow uthtaa hai drud dil say apny usay muskraa kay hain duba detay jis afusnay kow na mila unwaan kowi bhala sar-e-mehafal usay kesay suna detay qutraa qutraa peetay hain khoon ka apna kaash ankhown say tum pilaa detay lahmah lahmah hay mowt, zindagi apni is say ziada tum kiya saza detay |