![]() |
jheel
kay pani ki khamowsh leher dekhna apnay mushtarka khoaboown ki tabeer dekhan kub tak hijar-o-faraaq ka matum keroown dhool-e-gardash-e-aiyaam na jum jay roz meri likhi howi tehreer dekhna mujhay chund din ka keh ker tum bicherray wqat kitnaa beeta meri taqdeer dekhna tum main mitta hoown kuch is taraa say keh tumhai main, meri koi tadbeer dekhnaa Ajnabi tum azal say meray apnay how hatheeli peh buni meray naam ki lakeer dekhnaa |