![]() |
jis be-jaan sunam ki sadiyoown ki pooja main nay us pooja , us showq , us mazahab say guzer aiyaa hoown ik zumana beet giya ab koi fiker koi gham nahain howta zindagi kay darud say kis ghzab say guzer aiyaa hoown tum say bicherr ker aik hi dufa murna bhot aasaan thaa main roz murnay jeenay kay karub say guzer aiyaa hoown anaa ka pther coom ker jhuk jaowwn yeh meri fitert nahain teray dur say majrooh mager juzab say guzer aiyaa hoown Ajnabi ab koi khowesh is dil main nahain uthati main teri arzoo kay alamm-o-trab say guzer aiyaa hoown |