Tum jow nahin aaj tow kown tumain dekhta hoga

woqt kay qedi kown tumhain sowchta howga

apni hasertown kow mowjoon kay hwaly kerdow

dariya main ik kucha gharra ab kahan ubherta howga

woqat mehv-e-tamasha hai keh sar-e-aam is tara

kahaan koi manind-e-yosef-e-miser bikta how ga

woh gali, woh koocha, woh busti kioon chowrr aay

aaj woh us gali say dil-griftah guzerta how ga

bachown kow Ajnabi shezaday ki kahani suna ker

ik aansoo us kay damun peh tupkta how ga

woh bagh, beri, woh pingain awor school ka rusta

woqat kis kis mowrr peh teher ker siskta howga

Ajnabi cheragh ki low main kitab-e-mazi diakh ker

ik mowti sa us ki ankh main lazerta how ga

Gahar chalian ?